Bin Sajan Jhoola Jhooloon - Damini (1993)







Video Info

Description: Damini (1993): MOVIE of of Rajkumar Santoshi is an award winning film. Story: Everything changes on the festival of Holi. A heinous crime! Damini a simple straightforward & honest girl is perturbed by the families stand ... Nadeem Shravan is the music composer duo during 90s, who had lent many unforgettable tunes to Indian film music. Singer(s): SADHANA SARGAM & KUMAR SANU Lyrics FEMALE Aa aa aa aa, aa aa aa 2 (Bin saajan jhoola jhuloon Main vaada kaise bhooloon) 2 Jee karta hai yeh mera main udke gagan ko chhoo loon MALE (Main pankh lagaake aaya Saawan ka mausam laaya) 2 Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya FEMALE Bin saajan jhoola jhuloon Main vaada kaise bhooloon (Harpal tere pyaar ko tarse mera dil Door mere aankhon se hai sapnon ki manzil) 2 Itne akeli hoon main, yaadon ki saheli hoon main Ab to ek paheli hoon main, aaja MALE (Main pankh lagaake aaya Saawan ka mausam laaya) 2 Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya FEMALE Bin saajan jhoola jhuloon Main vaada kaise bhooloon Jee karta hai yeh mera main udke gagan ko chhoo loon MALE Main pankh lagaake aaya Saawan ka mausam laaya Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya FEMALE Bin saajan jhoola jhuloon Main vaada kaise bhooloon MALE Tadpe kitne saal tak, aur na ab tadpa Kehti hai yeh dooriyaan, seene se lag jaa FEMALE Tera rasta dekhte rehte the yeh nain Tu na jaane saajna kaise kate din re MALE Ho, phoolon pe jawaani aayi, rut kya suhaani aayi Nayi zindagaani laayi, na jaa FEMALE (Bin saajan jhoola jhuloon Main vaada kaise bhooloon) 2 Jee karta hai yeh mera main udke gagan ko chhoo loon MALE Main pankh lagaake aaya Saawan ka mausam laaya Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya FEMALE Bin saajan jhoola jhuloon Main vaada kaise bhooloon Jee karta hai yeh mera main udke gagan ko chhoo loon MALE Main pankh lagaake aaya Saawan ka mausam laaya Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya
Views: 13,005
Related Videos


Embed Video Code

Just copy and paste the code above to show this video on blogs, Forums and Social Networks.